Thursday, August 14, 2014

72825 TEACHER BHRTEE SE SAMANDHIT JAANKARIYAN

72825 TEACHER BHRTEE SE SAMANDHIT JAANKARIYAN

†**************†
Ganesh Dixit
saathiyon, aaj hum sabhi ke liye badi khuskhabri
he ki aaj scert director s.v. singh se varta hui
jisme unhhone 25 aug. se coun. suru karne ka
dawa karte hue aswast kiya he.....unhone suchit
kiya ki 16 ki morn. ko 100% data nic ko mil jayega
kal 15 ka holiday he so kaam band rahega.....nic 7
din ke baad data taiyar karke scert ko handover
ker dega....19 aug. ko humaari bharti ka schedule
jaari hoga......isse pahle mai nic per jayja lene
gaya vahan bhi humaari bharti ka kaam jordari se
suru ho gaya he,nic ne bataya ki agale 7 din me
data scert ko prepare karke de diya jayega.......
mitron,humari mehnat aur sangharsh ka pratifal
milne jaa raha he.....ab celebration ka time
aayega.......aap vijeta hien.....
aaj humare sahyogi s.k. pathak ne apni post ke
dwara apne ekagrta aur jujharupan ko dikhaya
he,aap sabhi ko unhi ki tarah sajag aur active
hona hoga jabtak ki hume salary nahi milti
he......aap sabhi ke prayash aur sangharsh ka
bhagwan sakshi he......aap saacche hien so aap
jeete.....kyonki saty aur nyay ki jeet atal
he.......sabhi log counceling ki taiyari karen.......nak
aratmk vicharon se door rahker satrk
rahien.......jai tet,jai hind
†**************************†


Rakesh Mani Tripathi‎ >>
Tet sathiyo
Namaskar
(1)-SCERT k paas abhi bhi(14/08/2014 tk) sare zilo ka data nahi pamhucha .
(2)-ses bache (lagbhag 10 se 12 zile) zilo ka data 16 ya 17 August 2014 tk panhuch jayega (ummid aur SCERT k nidesak ka aswasan yahi hai)
(3)-counseling ki ghosana 19-22 august k beech sambhav hai.
(4)- counseling ki sambhavit date 25 se 28 August k beech ki ho sakti hai.
(5)-contempt pr nirnay 21-22 August k aas paas UPTET SANGHARSH MORCHA dwara sabhi ki aam/bahumat ki sahmati se liya jayega.
(6)-ses bache zilo ka visyrit byora 16 ki saam tk uplabddh kara diya jayega taaki sangathan astar se us pr dabav bana (zila aur lucknow dono astar pr) kr complete karaya ja saqe waise isaki naubat nahi aani chahiye.
(7)-kux swanyambhoo TET neta pure pradesh ki zimmedari dikhawati roop se apne kandho pr lekar din raat pareshan hai (dikhawati roop se kyonki unki dukan ab jo band honewali hai) jabki vo at least apne-2 home zanpad ki DIET aut data feeding pr yadi suruat se hi thoda sa bhi dhyan diye hote to nischit roop se swatantrata diwas ki sandhya tk sare zilo k data complete roop se feed hokar SCERT tk panhuch gaye hote.
(8)-ant tah UPTET SANGHARSH MORCHA ki aap sabhi se ye gujarish hai ki dhairay banaye rakhe Morcha ki karypranali ,pardarsita,lagan aur isake samarpan k prati apna purv ki bhanti visvas banaye rakhe.
ye baat nischay roop se kahi ja sakti hai ki hum sabhi k aanewale sunahale kal k liye kux log prachar se bahut door tamam bighan badhao aur aropo k bavjood raat din ek kar nih swarth bhav se lage huye hai .
nischay hi aise loge k prati hum aajeevan rini rahege.
(9)-sabhi ko 15 august aur janmastami ki hardik subhkamanaye.
Sabhi ko
†*******************†

Uptetnews Saurabh‎
Rakesh Yadav
साथियो, शुभ सन्ध्या
आज हम लोगो की लखनऊ टीम (गणेश
दीक्षित्, अरुणेन्द्र प्रताप सिह्, रोहित
शुक्ला, रिषी देव्,डा राजीव शर्मा,
मो मोअज्जम आदी लोग )एस सी आर
टी डायरेक्टर श्री सर्वेन्द्र विक्रम जी से
मिली । डायरेक्टर ने स्पष्ट रूप से हम
लोगो को बताया की लगभग ४५
जिलो का डाटा १२ बजे तक हमारे पास आ
चुका है शाम तक ईमेल चेक करने के बाद
इसकी सख्या और बढ जायेगी । और जिन
जिलो के डाटा रह जायेगा वह कल अवकाश
होने के कारण १६ अगस्त तक हर हाल मे आ
जायेगा और १९ अगस्त को काउसिलिग
शेड्यूल जारी करा देगे जिसमे २५ अगस्त से
आपकी काउसिलिग हर हाल मे शुरू
हो जायेगी ।अत्: आप लोग अब डाइट पर
दबाव बढाने के बजाय अपनी काउसिलिग
की तैयारी कीजिये ।
दोस्तो ,२५ से काउसिलिग शुरू करने
का अश्वासन कल सचिव हीरा लाल ने
दिया था ।
दोस्तो, वह दिन जिसका हमे वर्षो से
इन्तजार था उसका स्वागत हम लोग
सम्मान पूर्वक खुशनुमा माहौल मे करे ।
साथियो, आज कुक्ष देर पहले जो एस के
पाठक जी की जो पोस्ट आयी है वह शायद
हम लोगो के बीच मे सवाद
हीनता का परिणाम है वरना पाठक
जी ऐसी निराशा जनक बाते शेयर करने के
आदी नही है ।
दोस्तो मैने खुद अनिल वर्मा अवनीश यादव
आदी लोगो से कन्टेम्प्ट के मामले को लेकर
आगामी जन्माष्टमी के बाद किसी भी दिन
लखनऊ मे एक प्रदेश स्तरीय मीटिग बुलाने
के लिये कहा है । क्यो कि सगठन
का उद्देश्य तब तक पूरा नही होता जब तक
की ७२८२५ सीटो मे अन्तिम
अभ्यर्थी नौकरी ज्वाइन नही कर लेता ।
"सभी को स्वतन्त्रता दिवस की हार्दिक
शुभ कामनाये"

No comments:

Post a Comment

To All,
Please do not use abusive languages in Anger.
Write your comment Wisely, So that other Visitors/Readers can take it Seriously.
Thanks.